Tuesday 2 August 2011

how to chat in facebook tutorial in hindi

Jaise gmail men bahut saare naam likhe aate hain,,, or kishi naam ke samne green colour ki circle bana rehta hai wo online hota hai....
Same tarikha facebook men hota hai chat ka option hota hai or aik jangah bahut sare naam likhe rehte hain.... Jis naam ke saamne wali light green hoti hai us par click karne ke baad aik message window khulti hai............ Uske niche (bottom me) aapko click karke jo bhi likhte hain wo doosre facebook user ki facebook window men dikh jata hai....

No comments:

Post a Comment